Taboot Hasan Tay Kyun Lokaan Ne Teer Chalaye New Lyrics 2024

Ya Ali (A.S) Madad! Taj Point par aaj hum aapke liye aik nihayat dard-bhara aur sawaliya noha Taboot Hasan Tay Kyun Lokaan Ne Teer Chalaye Lyrics share kar rahe hain.

Yeh ghamgeen aur riqat-angez kalam 28 Safar Shahadat-e-Imam Hassan (A.S) ke us mazloomana aur karb-naak waqiyay ki akasi karta hai kai dushmanon ne Imam (A.S) ke janaze aur taboot par teer barsaye. Is pur-dard kalam ke alfaz shayar Syed Sajjad Bukhari ne tehreer kiye hain, jabke is ki makhsoos composition Muhammad Ali Khan ne nihayat maharat se tarteeb di hai.

Tareekhi hawale se yeh kalam pehli martaba 28 Safar 1446 Hijri (03 September 2024) ko Shahadat-e-Imam Hassan (A.S) ke moqay par nikadne wale markazi jaloos, Markazi Imam Bargah Dar-e-Batool (S.A) Adda Pasruriyan, Sialkot mein parha gaya. Is moqay par noha khuwan party Asghar Khan Party Sialkot aur Markazi Matami Dasta Chan Pear Party Behlol Dana (Perveiz Asghar Group Sialkot) ne nihayat gham aur aqeedat ke sath yeh pursa pesh kiya. Is noha ke mukammal lyrics niche diye gaye hain.

Taboot Hasan Tay Kyun Lokaan Ne Teer Chalaye New Lyrics 2024

Noha Information & Details

Noha NameTaboot Hasan Tay Kyun Lokaan Ne Teer Chalaye New Lyrics 2024
ReciterMarkazi Matami Dasta Chan Pear Party Behlol Dana Parveiz Asghar Group Sialkot
PoetSajjad Bukhari Sialkot
CompositionMuhammad Ali Khan
Year2024

Watch on YouTube

Video Link: Watch This Noha on YouTube

Taboot Hasan Tay Kyun Lokaan Ne Teer Chalaye New Lyrics 2024 Lyrics in Urdu

Taboot Hasan Tay Kyun Lokaan Ne Teer Chalaye.
Kyun Moriya Aye Be Dafan Janaza Rozay Taun Ki Aidi Khata Aye.
Qasim Yateem Hoya Farwa Aye Wain Kita.
Ajay Lal Mera Kamsin Odhay Sir Taun Kho Le Kyun Haye Babay De Saye.
Ghar Choon Safaid Veran Tainu Kafan Si Paya.
Hoya Lal Kafan Haye Hasan Bhira Da Kis Zalim Ayeh Zulm Kamaye.
Loki Dushmani Ne Karday Haye Jondiyaan De Naal Aye.
Kehra Wair Si Kyun Haye Hasan Ameer Di Maiyyat Te Kyun Teer Wasaye.

Le Jao Janazay Nu Zalim Hukam Sunaway.
Shabbir Kehya Na Zulm Karo Kalma Go Ayeh Haye Aman Di Ja Aye.

Nayi Maa Da Sadma Bhuliya Babay Da Dukh Rawaye.
Ro Veer Shabbir Nu Aakhan Bhaina Chad Chaliya Hun Hasan Bhira Aye.

:SAJJAD: Janday Ne Ayeh Khon Aye Nabi Da.
Aina Kalma Gowaan Baad Muhammad De Aiday Sab Qaul Bhulaye.

Poet: :Sajjad Bukhari Sialkot:
Composition: :Muhammad Ali Khan:

Noha Khuwan Party
Asghar Khan Party Sialkot

Markazi Matami Dasta Chan Pear Party
Behlol Dana Parveiz Asghar Group Sialkot

28 Safar 2024 Imam Hasan Shahadat New Noha

#TabootHasanTay
#NohayLyrics
#tajpoint

Taboot Hasan Tay Kyun Lokaan Ne Teer Chalaye New Lyrics 2024

Umeed hai ke aapko yeh write-up pasand aaya hoga. Mazeed lyrics ke liye Taj Point visit karte rahein.