Ya Ali (A.S) Madad! Taj Point par aaj hum aapke liye aik nihayat dard-bhara aur naya kalam Baba Na Chad Kay Ja Dhiyaan Ro Ro Kehndiyan Lyrics share kar rahe hain.
Yeh ghamgeen noha Moula Ali (A.S) ki shahadat aur 21 Ramzan ke us karb-naak waqt ke mutaliq hai jab betiyan apne baba ko rukhsat hote dekh ro ro kar duhaiyan de rahi thin. Is kalam ke pur-asar alfaz shayar Rana Tosif ne tehreer kiye hain, jabke is ki makhsoos composition Izan Abbas Khan ne nihayat maharat se tarteeb di hai.
Tareekhi hawale se yeh kalam pehli martaba 24 Ramzan 1446 Hijri (25 March 2025) ko Markazi Imam Bargah Dar-e-Batool (S.A) Adda Pasruriyan, Sialkot mein parha gaya. Is salana Majlis-e-Azza ka ihtimam Haidery Scouts Sialkot ne kiya tha, jahan Izan Abbas Khan Group ne nihayat aqeedat ke sath yeh kalam pesh kiya. Is pur-asar noha ke mukammal lyrics niche diye gaye hain.
Noha Information & Details
| Noha Name | Baba Na Chad Kay Ja Dhiyaan Ro Ro Kehndiyan New Lyrics Punjabi 2025 |
| Reciter | Izan Abbas Group |
| Poet | Rana Tosif |
| Composition | Izan Abbas Khan |
| Year | 2025 |
Watch on YouTube
Video Link: Watch This Noha on YouTube
Baba Na Chad Kay Ja Dhiyaan Ro Ro Kehndiyan New Lyrics Punjabi 2025 Lyrics in Urdu
Bhaina Hasnain Diyaan Babay Di Lash Te Ro Ro Wain Paondiyan.
Sada Baba Ghazi Veran Aj Raat Da Bas Mehman Aye.
Aayataan Quran Diyaan Babay De Aa Sirhaney Athro Haye Bahaondiyan.
Shabbir De Gal Te Khanjar Te Zehar Hasan Da Takiya.
Mainu Hun Sham Diyaan Babay Di Maut Choon Rahwaan Nazar Aaondiyaan.
Asaan Babay Baad Way Kinj Jeena Ro Ro Ke Wain Aye Pawan.
Maa V Chad Ke Tur Gayi Baba V Chaliya Aye Veraan Nu Aye Kendiyaan.
Sar Chum Ke Piyo Da Loko Dhiyaan Ne Ro Farmaya.
Babay Da Pak Janaza Jadon Aan Bhirawaan Chaya.
Haye Wasna Nahin Kadi Hun Wehra Meri Maa Da Ainj Wain Aye Paondiyan.
Hath Pa Rasiyaan Ban Qaidi Haye Baaj Bhirawaan Jana.
Ainj Qaid Nibhani Dhiyaan Kuj Qaidaan Wich Mar Jana.
Dhiyaan Pardesna Main Takiyaan Ne Sham Ghazi Haye Be Pardah Jandiyaan.
Haye Baad Qatal De Nana Asaan Ainj Dunya Te Rulna.
Asaan Shehar Wasana Karbal Tera Chad Ke Shehar Madina.
Haal Safraan Walay :TOSIF: Nanay Nu Aye Saina Haye Sunaondiyan.
Poet: :Rana Tosif:
Soz: :Izan Abbas Khan:
#BabaNaChadKayJa
#NohayLyrics
#tajpoint
Baba Na Chad Kay Ja Dhiyaan Ro Ro Kehndiyan New Lyrics Punjabi 2025
Umeed hai ke aapko yeh write-up pasand aaya hoga. Mazeed lyrics ke liye Taj Point visit karte rahein.
