Taqi Di Lash Te Aa Ke Kehway Zahra Musalmana New Lyrics Punjabi 2025

Ya Ali (A.S) Madad! Taj Point par aaj hum aapke liye aik nihayat dard-bhara aur naya kalam Taqi Di Lash Te Aa Ke Kehway Zahra Musalmana Lyrics share kar rahe hain.

Yeh ghamgeen noha Imam Muhammad Taqi (A.S) ki shahadat aur un par hone wale mazaalim ke karb-naak ahwal par mushtamil hai. Is kalam ke pur-asar alfaz shayar Janab Madad Ali Jaun ne tehreer kiye hain, jabke is ki makhsoos composition Khan Sheraz Khan ne nihayat maharat se tarteeb di hai.

Tareekhi hawale se yeh kalam pehli martaba 28 Zilqad 1446 Hijri (26 May 2025) ko Markazi Imam Bargah Dar-e-Batool (Adda Pasruriyan, Sialkot) mein salana Majlis-e-Azza ke moqay par parha gaya. Is pur-dard moqay par noha khuwan Miraan Bahadur Party ne kalam pesh kiya, jabke Markazi Matami Dasta MSO ne pursa pesh kiya. Yeh program Dasta Ghulaman-e-Aal-e-Yaseen ke zair-e-intezam munaqid hua tha. Is kalam ke mukammal lyrics niche diye gaye hain.

Taqi Di Lash Te Aa Ke Kehway Zahra Musalmana New Lyrics Punjabi 2025

Noha Information & Details

Noha NameTaqi Di Lash Te Aa Ke Kehway Zahra Musalmana New Lyrics Punjabi 2025
ReciterMiran Bahadur Party Sialkot
PoetMadad Ali Jaun
CompositionKhan Sheraz Khan
Year2025

Watch on YouTube

Video Link: Watch This Noha on YouTube

Taqi Di Lash Te Aa Ke Kehway Zahra Musalmana New Lyrics Punjabi 2025 Lyrics in Urdu

Taqi Di Lash Te Aa Ke Kehway Zahra Musalmana.
Raza Di Pag De Waris Nu Qatal Kita Musalmana.
Mere Putraan Diyaan Qabraan Kisay Ik Thaan Nayi Baniyaan.
Meri Aoulad Nu Baba Ewein Lutiya Musalmana.
Taqi Mera Jawani Wich Kehway Bibi Qatal Kita.
Shehar Baghdad Wich Mainu Ewein Sadya Musalmana.
Taqi De Zard Hontaan Nu Aye Tak Ke Aakhiya Amari.
Mere Masoom Nu Pani V Nayi Pochiya Musalmana.

Taqi Nu Jan Be Waris Karaya Zulm Aurat Taun.
Jigar Aidha Zehar De Nal Si Ainj Katiya Musalmana.

Taqi Di Lash Gal La Ke Kehya Aye :JAUN: Ro Bibi.
Mainu Rowan Layi Safraan De Wich Rakhiya Musalmana.

Poet: :Madad Ali Jaun:
Composition: :Khan Sheraz Khan:

NohaKhuwan: Miran Bahadur Party Sialkot
Matami Sangat Markazi Matami Dasta MSO Sialkot:

#TaqiDiLashTe
#NohayLyrics
#tajpoint


Umeed hai ke aapko yeh write-up pasand aaya hoga. Mazeed lyrics ke liye Taj Point visit karte rahein.