Kaise Zahra Pe Howa Zulm Bataya Jaye Lyrics In Urdu 2026

Assalam-o-Alaikum! Taj Point par khush-amdeed. Aaj hum is post mein Kaise Zahra Pe Howa Zulm Bataya Jaye Lyrics In Urdu 2026 Matami Sanag Rab e Wafa UK ke mukammal lyrics share kar rahe hain. Yeh kalam Bibi Fatima Zahra SA ke hawale se pesh kiya gaya hai. Yeh Kalam Rawalpindi Ke Shayar Asad Ali Asad Ne Likha Hai Jab Ke Iss Kalam Ki Composition Shani Khan Multan Ne Tarteeb Di Hai. Iss Kalam Ko Sab Se Pehle 2026 Mein Parha Gaya Tha.

Kaise Zahra Pe Howa Zulm Bataya Jaye Lyrics In Urdu 2026

Noha Information & Details

Noha NameKaise Zahra Pe Howa Zulm Bataya Jaye Lyrics In Urdu 2026
ReciterRab e Wafa UK
PoetAsad Ali Asad (Rawalpindi)
CompositionShani Khan Multan
Year2026
Islamic DateNahi Maloom
Gregorian Date18-Mar-2026
Location2026

Watch on Facebook Video Link

https://www.facebook.com/reel/28126264487052459

Kaise Zahra Pe Howa Zulm Bataya Jaye Lyrics In Urdu 2026 Lyrics in Urdu

Kaise Zahra Pe Howa Zulm Bataya Jaye.
Qatal Na Bint-e-Muhammad Ka Chupaya Jaye.

1- Kaun Tha Fatima Ko Jis Ne Tamacha Mara.
Zulm Zalim Ka Yeh Kis Tarha Bhulaya Jaye.

2- Kya Madine Mein Na Tha Koi Jo Kehta Logo.
Haye Nabi Zadi Pe Na Hath Uthaya Jaye.

3- Pasliyaan Tooti Thin Kyun Zakhmi Hoin Kyun Zahra.
Qatal Mohsin Bhi Hoye Kaisay Bataya Jaye.

4- Haye Dunya Se Bohat Roti Gayin Hain Zahra.
Soag Zahra Ka Musalmano Manaya Jaye.

5- Kaun Kehta Tha Keh Haq Koi Nahi Zahra Ka.
Kaun Kehta Tha Dar-e-Zahra Jalaya Jaye.

6- Qabar-e-Zahra Se :ASAD: Aati Hai Ab Tak Yeh Sada.
Noha Zahra Ka Zamane Ko Sunaya Jaye.

Poet: :Asad Ali Asad:
Composition: :Shani Khan:
Matami Sangat: :Rab e Wafa UK:
Salar: :Syed Abbas Zaidi:

#KaiseZahraPe
#NohayLyrics
#tajpoint


Umeed hai ke aapko yeh write-up pasand aaya hoga. Mazeed lyrics ke liye Taj Point visit karte rahein.

اپنا کلام HD پوسٹر میں بنائیں!

اپنے کلام یا نوحے کا خوبصورت اور معیاری ایچ ڈی (HD) پوسٹر بنانے کے لیے ہمارا فری ٹول استعمال کریں۔