Mastoran Be Rida Qaidi Ray Bananday Lyrics 2024 Latest

Ya Ali (A.S) Madad! Taj Point par aaj hum aapke liye aik nihayat dard-bhara aur riqat-angez noha Mastoran Be Rida Qaidi Ray Bananday Lyrics share kar rahe hain.

Yeh ghamgeen kalam waqiya-e-karbala ke baad Khayaam-e-Ahlebait ko aag lagaye jaane aur Syeda zadiyon ki ridaen chin jaane ke baad unhain qaidi banaye jaane ke mazaalim ko bayan karta hai. Is pur-dard noha ke alfaz Sialkot ke maroof ustad shayar Hasnain Akbar ne tehreer kiye hain, jabke is ki dil-soz composition Mazhar Asghar Khan ne nihayat maharat se tarteeb di hai.

Tareekhi hawale se yeh kalam pehli martaba 20 Safar 1446 Hijri (26 August 2024) Chehlum Shuhada-e-Karbala ke ghamgeen moqay par parha gaya. Sialkot mein nikalne wale Chehlum ke markazi jaloos ke doran, Markazi Imam Bargah Dar-e-Batool (S.A) Adda Pasruriyan par noha khuwan party Asghar Khan Party Sialkot aur Markazi Matami Dasta Chan Pear Party Behlol Dana (Perveiz Asghar Group Sialkot) ne nihayat gham aur aqeedat ke sath yeh pursa pesh kiya tha. Is riqat-angez noha ke mukammal lyrics niche diye gaye hain.

Mastoran Be Rida Qaidi Ray Bananday Lyrics 2024 Latest

Noha Information & Details

Noha NameMastoran Be Rida Qaidi Ray Bananday Lyrics 2024 Latest
ReciterMarkazi Matami Dasta Chan Pear Party Behlol Dana Parveiz Asghar Group Sialkot
PoetHasnain Akbar
CompositionMazhar Asghar Khan
Year2024

Watch on YouTube

Video Link: Watch This Noha on YouTube

Mastoran Be Rida Qaidi Ray Bananday Lyrics 2024 Latest Lyrics in Urdu

Mastoran Be Rida Qaidi Ray Bananday.
Balaan Nu Rasiyaan Gardan Che Ray Pawanday.
Wain Kar Di Si Sakina Ainj Tamachay Shimar Marey.
Rukhsaraan Taun Mere Nayi Neel Hoan Janday.
Jiwein Onthaan Nu Muhari Pa Ke Rasiyaan Ne Turanday.
Ainj Aal-e-Mustafa Galiyaan Che Ray Phiranday.
Teer Asghar Te Jinhan Ne Si Chalaya Sham Wich Oh.
Umm-e-Rubab Te Pathar Ray Wasanday.

Chahnday San Galiyaan Che Mawaan Chup Na Howan Sirf Rowan.
Mawaan De Samne Putraan De Sir Diganday.

Sain Zainab Kehya Abid De Ijazat Dewaan Khutba.
Shami Ne Sochday Khutbay Nayi Mainu Aanday.

Maan Bhaina Da Si Ghazi Sham Walay Odhay Sir Nu.
:AKBAR: Bazar Wich Chadraan Ray Wakhanday.

Poet: :Hasnain Akbar:
Composition: :Mazhar Asghar Khan:

Noha Khuwan Party
Asghar Khan Party Sialkot

Markazi Matami Dasta Chan Pear Party
Behlol Dana Parveiz Asghar Group Sialkot

#MastoranBeRida
#NohayLyrics
#tajpoint


Umeed hai ke aapko yeh write-up pasand aaya hoga. Mazeed lyrics ke liye Taj Point visit karte rahein.